Akad Aukat Attitude Status in Hindi : Read Best Full Akad Status Shayari , Aukat Shayari Status For Facebook , Attitude Status And Quotes in Hindi , Bhaukali Status in Hindi , Dhamki Status For Whatsapp , New Akad Shayari 2020 , Tewar Status For Fb , Ghamandi Status For Whatsapp , Meri Aukat Status , Dadagiri Attitude Status , Bhai Ki Entry Status in Hindi , Gundagardi Status in Hindi And Royal Akad Aukat Status And Shayari For Boys And Girls . Akad Aukat Whatsapp Status in Hindi 50+ Aukat Quotes And Status In Hindi WIth Images | औकात कोट्स हिंदी में Namak Swad Anusar, Akad Aukat Anusar. *****Akad Status in Hindi***** Kise Khwab Ke Itni Aukat Nai Ke, Jise Hum Dekhe Aur Wo Puri Na Ho. *****Aukat Status in Hindi****** Tujhe Pyaar Bhi Tere Aukat Ze Jayada Kiya Tha, Aab Baat Nafart Pe Aa Gaye Hai……To Zara Soch Kitne Hoge. *****Akad Aukat Whatsapp Status in Hindi****** घमंड चाल बदल देता है और Akad रास्ते ! Akad है तो, Side का रास्ता Pakad. *****Hindi Aukat Stat
On this page, you will find all types of attitude Shayari, SMS, WhatsApp status Shayari and for other social networks Shayari. On the demand of our readers, we are updating Attitude Shayari in Hindi and in Hinglish with images. And we are sure that you will definitely like the below Shayari quotes of Hindi Attitude Shayri with images. Every person has his own type of mood and attitude. Also, we all know that the impact and use of social media among peoples. Everyone wants to share his/her own type of attitude Shayari quotes and images on WhatsApp and Facebook.Ultimate Hindi शायरी & Best SMS Collection | Attitude Shayari in Hindi
Attitude Shayari
हमें शायर समझ के यूँ नजर अंदाज मत करिये,नजर हम फेर ले तो हुस्न का बाजार गिर जायेगा।
Humein Shayar Samajh Ke Yoon Najar Andaz Mat Kariye,
हमारी हैसियत का अंदाज़ा तुम ये जान के लगा लो,हम कभी उनके नहीं होते जो हर किसी के हो गए।
Humari Haisiyat Ka Andaza Tum Ye Jaan Ke Laga Lo,Hum Kabhi Unke Nahi Hote Jo Har Kisi Ke Ho Gaye.
दिखावे की मोहब्बत तो जमाने को है हमसे पर,ये दिल तो वहाँ बिकेगा जहाँ जज्बातों की कदर होगी।
Dikhaawe Ki Mohabbat To Zamane Ko Hai Humse Par,Ye Dil To Wahan Bikega Jahan Jazbaaton Ki Kadar Hogi.
औक़ात नहीं थी जमाने की जो मेरी कीमत लगा सके,कबख़्त इश्क में क्या गिरे मुफ़्त में नीलाम हो गए।
Aukat Nahi Thi Zamane Ki Jo Meri Keemat Laga Sake,Kambakht Ishq Mein Kya Gire Muft Mein Neelam Ho Gaye.
Dushman Bhi Mere Mureed Hain
मेरे दुश्मन भी मेरे मुरीद हैं शायद,
वक़्त-बेवक्त मेरा नाम लिया करते हैं,
मेरी गली से गुजरते हैं छुपा के खंजर,
रुबरू होने पर सलाम किया करते हैं।
Mere Dushman Bhi Mere Mureed Hain Shayad,
Waqt-BeWaqt Mera Naam Liya Karte Hain,
Meri Gali Se Gujarte Hain Chhupa Ke Khanzar,
Ru-Ba-Ru Hone Par Salaam Kiya Karte Hain.
हालात के कदमों पर समंदर नहीं झुकते,
टूटे हुए तारे कभी ज़मीन पर नहीं गिरते,
बड़े शौक से गिरती हैं लहरें समंदर में,
पर समंदर कभी लहरों में नहीं गिरते।
Haalat Ke Kadamo Par Sikandar Nahi Jhukte,
Toote Huye Taare Kabhi Zamin Par Nahi Girte,
Bade Shauk Se Girti Hai Lahrein Samundar Mein,
Par Samundar Kabhi Lahron Mein Nahi Girte.
Tough Attitude, Usey Mudkar Nahi Dekha
महबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मी,जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा।
Mahboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zamin,Jo Chhod Diya Fir Usey Mudkar Nahi Dekha.
जुबां पर मोहर लगाना कोई बड़ी बात नहीं,बदल सको तो बदल दो मेरे खयालों को।
Jubaan Par Mohar Lagana Koi Badi Baat Nahi,Badal Sako To Badal Do Mere Khayalon Ko.
एक इसी उसूल पर गुजारी है ज़िन्दगी मैंने,जिसको अपना माना उसे कभी परखा नहीं।
Ek Isee Usool Par Gujaari Hai Zindagi Maine,Jisko Apna Maana Usey Kabhi Parkha Nahin.
आग लगाना मेरी फितरत में नहीं है,मेरी सादगी से लोग जलें तो मेरा क्या कसूर।
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai,Meri Saadgi Se Log Jale To Mera Kya Kasoor.
जलजले ऊँची इमारत को गिरा सकते हैं,मैं तो बुनियाद हूँ मुझे कोई खौफ नहीं।
Zalzale Unchi Imaarat Ko Gira Sakte Nahi,Main To Buniyaad Hoon Mujhe Koi Khauf Nahi.
Bas Mujhe Utna Samajh
मैं न अन्दर से समंदर हूँ न बाहर आसमान,
बस मुझे उतना समझ जितना नजर आता हूँ मैं।
Main Na Andar Se Samandar Hoon Na Baahar Se Aasmaan,
Bas Mujhe Utna Samajh Jitna Najar Aata Hoon Main.
हाथ में खंजर ही नहीं आँखों में पानी भी चाहिए,
हमें दुश्मन भी थोड़ा खानदानी चाहिए।
Haath Mein Khanzar Hi Nahi Aankho Mein Paani Bhi Chahiye.
Humein Dushman Bhi Thoda Khandaani Chahiye.
Best Attitude Shayari in Hindi
किसकी मजाल थी जो हमको खरीद सकता था,हम तो खुद ही बिक गए हैं खरीदार देख कर।
Kiski Mazaal Thi Jo Humko Khareed Sakta Tha,Hum Khud Hi Bik Gaye Hain Khareedar Dekh Kar.
हम बसा लेंगें एक दुनिया किसी और के साथ,तेरे आगे रोयें अब इतने भी बेगैरत नहीं हैं हम।
Hum Basaa Lenge Ek Duniya Kisi Aur Ke Saath,Tere Aage Royein Ab Itne Bhi Begairat Nahi Hain Hum.
Attitude Status, Khud Hi Sambhal Jaunga
मेरी तकदीर में जलना है तो जल जाऊँगा,
मैं कोई तेरा वादा तो नहीं जो बदल जाऊँगा,
मुझको न समझाओ मेरी ज़िन्दगी के उसूल,
मैं खुद ही ठोकर खा के संभल जाऊँगा।
Meri Takdeer Mein Jalna Hai To Jal Jaunga,
Main Koi Tera Vada To Nahi Jo Badal Jaunga,
MujhKo Na Samjhaao Meri Zindagi Ke Usool,
Main Khud Hi Thhokar Kha Ke Sambhal Jaunga.
ये दुनिया मोहब्बत को मोहब्बत नहीं देती,
इनाम तो बड़ी चीज है कीमत नहीं देती,
देने को मैं भी दे सकता हूँ गाली उसे,
मगर मेरी तहजीब मुझे इजाज़त नहीं देती।
Ye Duniya Mohabbat Ko Mohabbat Nahi Deti,
Inaam To Badi Cheej Hai Keemat Nahi Deti,
Dene Ko Main Bhi De Sakta Hoon Gaali Use,
Magar Meri Tehzeeb Mujhe Ijaazat Nahi Deti.
Wo Kandhe Yaad Rakhta Hoon
जरा सा हट के चलता हूँ ज़माने की रिवायत से,
कि जिन पे बोझ डाला हो वो कंधे याद रखता हूँ।
Jara Sa Hatt Ke Chalta Hoon Zamane Ki Riwayat Se,
Ki Jinpe Bojh Dala Ho Wo Kandhe Yaad Rakhta Hoon.
ज़मीं पर आओ फिर देखो हमारी अहमियत क्या है,
बुलंदी से कभी ज़र्रों का अंदाज़ा नहीं होता।
Zamin Par Aao Fir Dekho Humari Ahmiyat Kya Hai,
Bulandi Se Kabhi Zarron Ka Andaaza Nahi Hota.
हादसों की ज़द में हैं तो क्या मुस्कुराना छोड़ दें,
जलजलों के खौफ से क्या घर बनाना छोड़ दें?
Haadson Ki Jad Mein Hain To Kya Muskurana Chhod Dein,
Jaljalon Ke Khauf Se Kya Ghar Banana Chhod Dein.
इतना भी गुमान न कर अपनी जीत पर ऐ बेखबर,
शहर में तेरी जीत से ज्यादा चर्चे तो मेरी हार के हैं।
Itna Bhi Gumaan Na Kar Apni Jeet Par Ai Bekhabar,
Shahar Mein Teri Jeet Se Jyada Charche To Meri Haar Ke Hain.
आँख उठाकर भी न देखूँ, जिससे मेरा दिल न मिले,
जबरन सबसे हाथ मिलाना, मेरे बस की बात नहीं।
Aankh Uthha Kar Bhi Na Dekhoon, Jis Se Mera Dil Na Mile,
Jabran Sabse Haath Milana, Mere Bas Ki Baat Nahin.
Humein Jeene Ka Hunar Aata Hai
मुश्किलों से कह दो उलझा न करे हमसे,
हर हालात में जीने का हुनर आता है हमें।
Mushkilon Se Keh Do Uljha Na Kare Humse,
Har Halaat Mein Jeene Ka Hunar Aata Hai Humein.
हम न बदलेंगे वक्त की रफ्तार के साथ,
हम जब भी मिलेंगे अंदाज पुराना होगा।
Hum Na Badlenge Waqt Ki Raftar Ke Saath,
Jab Bhi Milenge Andaaz Purana Hoga.
शाम का सूरज हूँ पूछता कोई नहीं,
जब सुबह होगी मैं ही खुदा हो जाउंगा।
Shaam Ka Sooraj Hoon Poochhta Koi Nahi,
Jab Subah Hogi Main Hi Khuda Ho Jaunga.
कब्र की मिट्टी हाथ में लिए सोच रहा हूँ,
लोग मरते हैं तो गुरूर कहाँ जाता है।
Kabr Ki Mitti Haath Mein Liye Soch Raha Hoon,
Log Marte Hain To Guroor Kahan Jata Hai.
इश्क़ की होली खेलनी छोड़ दी है हमने,
वरना हर चेहरे पे रंग हमारा ही होता।
Ishq Ki Holi Khelni Chhod Di Hai Humne,
Varna Har Chehre Par Rang Humara Hota.
Attitude Shayari in Hindi, Hum Ishara Nahi Karte
कहते है हर बात जुबान से इशारा नहीं करते,
आसमान पर चलने वाले जमीं पे गुजारा नहीं करते,
हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।
आसमान पर चलने वाले जमीं पे गुजारा नहीं करते,
हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।
Kehte Hain Har Baat Jubaan Se Ishara Nahi Karte,
Aasman Par Chalne Wale Zamin Pe Gujara Nahi Karte,
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein,
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte.
Aasman Par Chalne Wale Zamin Pe Gujara Nahi Karte,
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein,
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte.
Hum Zamane Ko Badal Dete Hain
नाज़ क्या इस पे जो बदला ज़माने ने तुम्हें,
हम हैं वो जो ज़माने को बदल देते हैं।
हम हैं वो जो ज़माने को बदल देते हैं।
Naaz Kya Iss Pe Jo Badla Zamane Ne Tumhein,
Hum Hain Wo Jo Zamane Ko Badal Dete Hain.
संभल कर किया करो लोगो से बुराई मेरी,
तुम्हारे तमाम अपने मेरे ही मुरीद हैं।
तुम्हारे तमाम अपने मेरे ही मुरीद हैं।
Sambhal Kar Kiya Karo Logo Se Buraai Meri,
Tumhare Tamaam Apne Mere Hi Mureed Hain.
बेमतलब की ज़िन्दगी का सिलसिला ख़त्म,
अब जिस तरह की दुनिया उस तरह के हम।
Be-Matlab Ki Zindagi Ka SilSila Khatm,
Ab Jis Tarah Ki Duniya Uss Tarah Ke Hum.
अपनी हर फतह पर इतना गुरूर मत कर,
मिट्टी से पूछ आज सिकंदर कहाँ है।
Apni Har Fatah Par Itna Guroor Mat Kar,
Mitti Se Poochh Aaj Sikandar Kahan Hai.
इलाज ये है कि मजबूर कर दिया जाऊँ,
वगरना यूँ तो किसी की नहीं सुनी मैंने।
ilaaj Ye Hai Ke Majboor Kar Diya Jaaun,
Vagrana Yoon To Kisi Ki Nahi Suni Maine.
बिना मेरे रह ही जाएगी कोई न कोई कमी,
तुम ज़िन्दगी को जितनी मर्जी सँवार लेना।
Bina Mere Reh Hi Jayegi Koi Na Koi Kami,
Tum Zindagi Ko Jitni Marji Sanwaar Lena.
Attitude Wali Shayari, Jeetne Ki Zid Hai Meri
खुद से जीतने की जिद है मेरी,
मुझे खुद को ही हराना है,
मैं भीड़ नहीं हूँ दुनिया की,
मेरे अन्दर ही ज़माना है।
Khud Se Jeetne Ki Zidd Hai Meri,
Mujhe Khud Ko Hi Harana Hai,
Main Bheed Nahi Hoon Duniya Ki,
Mere Andar Hi Zamana Hai.
उसे लगता है कि उसकी चालाकियाँ
मुझे समझ नहीं आती,
मैं बड़ी खामोशी से देखता हूँ उसे
अपनी नजरों से गिरते हुए।
Usey Lagta Hai Ke Uski Chalaakiyan
Mujhe Samajh Nahi Aati,
Main Badi Khamoshi Se Dekhta Hoon Usey
Apni Najron Se Girte Hue.
वो खुद पे इतना गुरूर करते हैं
तो इसमें हैरत की बात नहीं,
जिन्हें हम चाहते हैं
वो आम हो ही नहीं सकते।
Wo Khud Par Garoor Karte Hain
To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi,
Jinhein Hum Chahte Hain
Wo Aam Ho Hi Nahi Sakte.
आदतें बुरी नहीं, शौक ऊँचे हैं,
वर्ना किसी ख्वाब की इतनी औकात नहीं
कि हम देखे और पूरा ना हो।
Aadtein Buri Nahi Shauk Oonche Hain,
Varna Kisi Khwaab Ki Itni Aukaat Nahi
Ki Hum Dekhen Aur Poora Na Ho.
Comments
Post a comment